Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man kisi ka naam nahi phir bhi yeh naam honthon pe na ho aisi koi subah nahi, shaam nahi jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man maine sifr khayaalo se, khwaabo ki sej sajaai hai dil ki khali deewaro par ik tasveer banaayi hai maine sifr khayaalo se, khwaabo ki sej sajaai hai dil ki khali deewaro par ik tasveer banaayi hai tasveero pe marta hu, waqt guzaara karta hu main mehboob ki galiyo ka, koi aashiq badnaam nahi jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man kal ki baat khuda jaane par aaj talaq wo baat nahi kal ki baat khuda jaane par aaj talaq wo baat nahi dil par baadal chaaye hain par aankho mein barsaat nahi aisa main deewana hu, aisa main mastaana hu pyaas to hai in hontho par, lekin haatho mein jaam nahi jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man kisi ka naam nahi phir bhi ye naam hontho pe na ho aisi koi subah nahi, shaam nahi jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man
Film cast:
Dev Anand, Hema Malini, Premnath, Paintal, Ajit, Durga Khote, Jankidas, Jagdish Raaj, Iftekhar, Shamim, Rajnibala, Sudhir, Manmouji, Sharat Saxena, Gautam Sarin, Ranjan, Bharat Kapoor, Hercules, Uma
Singer:
Asha Bhosle, Hemlata, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Mukesh
Lyricist:
Anand Bakshi
Music Director:
Laxmikant Kudalkar, Pyarelal
Film Director:
Chetan Anand
External Links:
Jaaneman at IMDB