Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
itna na mujhase tu pyar badha ke mai ek badal avara kaise kisi ka sahara banun ke mai khud beghar bechara is liye tujhase pyar karu ke tu ek badal avara janam janam se hu sath tere ke nam mera jal ki dhara itna na mujhse tu pyar badha ke mai ek badal avara janam janam se hu sath tere ke nam mera jal ki dhara mujhe ek jagah aaram nahi ruk jana mera kam nahi mujhe ek jagah aaram nahi ruk jana mera kam nahi mera sath kaha tak dogi tum mai desh videsh ka banjara itna na mujhse tu pyar badha ke mai ek badal avara kaise kisi ka sahara banun ke mai khud beghar bechara is liye tujhse pyar karu ke tu ek badal avara janam janam se hu sath tere ke nam mera jal ki dhara o nil gagan ke divane tu pyar na mera pahachane o nil gagan ke divane tu pyar na mera pahachane mai tab tak sath chalun tere jab tak na kahe tu mai hara is liye tujhse pyar karu ke tu ek badal avara janam janam se hu sath tere ke nam mera jal ki dhara itna na mujhse tu pyar badha ke mai ek badal avara kaise kisi ka sahara banun ke mai khud beghar bechara kyu pyar me tu nadan bane ek badal ka arman bane kyu pyar me tu nadan bane ek badal ka arman bane ab laut ke jana mushkil hai maine chhod diya hai jag sara itna na mujhse tu pyar badha ke mai ek badal avara janam janam se hu sath tere ke nam mera jal ki dhara
Film cast:
Sunil Dutt, Asha Parekh, Nirupa Roy, Lalita Pawar, Nazir Hussain, Asit Sen, Achla Sachdev, Mohan Choti, Ashim Kumar, Krishan Dhawan, Farida Dadi, R P Kapoor, Ashok, Gajraj Rao
Singer:
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Mukesh, Talat Mahmood
Lyricist:
Rajindra Krishan
Music Director:
Salil Chowdhary, Kanu Ghosh
Film Director:
Hrishikesh Mukherjee
External Links:
Chhaya at IMDB