Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
har taraf husn aur javani hai, aaj ki raat kya suhani hai reshami jism reshami jism thartharaate hai, marmari hoth gungunate hai dhadakano mai surur faila hai, rang najdik-o-dur faila hai daavat-e-ishq de rahi hai faza, aaj ho jaa kisi hasi pe fida mohabbat bade kam ki chiz hai, kam ki chiz hai mohabbat bade kam ki chiz hai, kam ki chiz hai mohabbat ke dam se hai duniya ye roshan mohabbat na hoti to kuch bhi na hota najar aur dil ki panaho ki khatir ye jannat na hoti to kuch bhi na hota yahi ek aaram ki chiz hai, kam ki chiz hai muhabbat bade kam ki chiz hai, kam ki chiz hai kitabo me chhapate hai chaahat ke kise haqikat ki duniya me chahat nahi kitabo me chhapate hai chaahat ke kise haqikat ki duniya me chahat nahi zamaane ke bazar me ye vo shah hai ke jisaki kisiko zarurat nahi hai ye bekar bedaam ki chiz hai ye kudarat ke inaam ki chiz hai ye bas naam hi naam ki chiz hai, kam ki chiz hai muhabbat bade kam ki chiz hai, kam ki chiz hai mohabbat se itana khafa hone vale chal aa aaj tujhko mohabbat sikha de tera dil jo barso se vira pada hai kisi nazanina ko isme basa de mera mashavaraa kam ki chiz hai, kam ki chiz hai mohabbat bade kam ki chiz hai, kam ki chiz hai ye bekar benam ki chiz hai, kam ki chiz hai mohabbat bade kam ki chiz hai, kam ki chiz hai mohabbat bade kam ki chiz hai, kam ki chiz hai
Film cast:
Amitabh Bachchan, Hema Malini, Rakhee, Sanjeev Kumar, Poonam Dhillon, Shashi Kapoor, Prem Chopra, Waheeda Rehman, Sachin Pilgaonkar, Shetty, Manmohan Krishan, Yunus Parvez, Iftekhar, Gita Siddharth, Manek Irani
Singer:
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh, Pamela Chopra, Vijay Yesudas
Lyricist:
Sahir Ludhianvi
Music Director:
Khayyam
Film Director:
Yash Chopra
External Links:
Trishul at IMDB Trishul at Wikipedia