Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
hai isi me pyar ki aabru wo jafa kare mai wafa karu jo wafa bhi kam naa aa sake to wohi kahen ke mai kya karu hai isi me pyar ki aabru mujhe gam bhi unka ajeez hai ke unhi ki di huyi cheez hai mujhe gam bhi unka ajeez hai ke unhi ki di huyi cheez hai yahi gam hai ab meri jindgi ise kaise dil se juda karu hai isi me pyar ki aabru jo na ban sake mai wo bat hu jo na khatm ho mai wo rat hu jo na ban sake mai wo bat hu jo na khatm ho mai wo rat hu ye likha hai mere nasib me yuhi shamma banke jala karu hai isi me pyar ki aabru na kisi ki dil ki hu aarju na kisi najar ki hu justuju na kisi ki dil ki hu aarju na kisi najar ki hu justuju na kisi najar ki hu justuju mai wo phul hu jo udas ho naa bahar aaye to kya karu hai isi me pyar ki aabru wo jafa kare mai wafa karu jo wafa bhi kar na sake to wo hi kahe ke mai kya karu hai isi me pyar kee aabru mujhe gam bhi unka ajeez hai ke unhi ki di huyi cheez hai mujhe ghm bhi unka ajeez hai ke unhi ki di huyi cheez hai yahi gham hai ab meri jindgi ise kaise dil se juda karu hai isi me pyar ki aabru
Film cast:
Dharmendra, Mala Sinha, Balraj Sahni, Bindu, Shashikala, Mumtaz, Dhumal, Nazir Hasain
Singer:
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi
Lyricist:
Raja Mehdi Khan
Music Director:
Madan Mohan
Film Director:
Mohan Kumar
External Links:
Anpadh at IMDB Anpadh at Wikipedia