Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
hai bas ki har ek unke ishaare me nishaan aur karte hai muhabbat to guzarta hai gumaan aur ya rab vo na samajhe hai na samajhenge meri baat ya rab vo na samajhe hai na samajhenge meri baat de aur bhi dil inko jo na de mujhko zuban aur de aur bhi dil inko jo na de mujhko zuban aur tum shahar me ho to hame kya gam jab uthenge tum shahar me ho to hame kya gam jab uthenge le aayenge baazaar se jaakar dil-o-jaan aur le aayenge baazaar se jaakar dil-o-jaan aur hai aur bhi duniya me sukhnavar bahut achchhe hai aur bhi duniya me sukhnavar bahut achchhe kahte hai ki gaalib ka hai andaaz-e-bayan aur kahte hai ki gaalib ka hai andaaz-e-bayan aur hai aur bhi duniya me sukhnavar bahut achchhe kahte hai ki gaalib ka hai andaaz-e-bayan aur kahte hai ki gaalib ka hai andaaz-e-bayan aur
Film cast:
Bharat Bhushan, Suraiya, Durga Khote, Iftekhar, Nigar Sultana, Ulhas, Sadat Ali, Kumkum, Murad, Mukri, Baij Sharma, Roshan
Singer:
Mohammed Rafi, Shamshad Begum, Sudha Malhotra, Suraiya, Talat Mahmood
Lyricist:
Mirza Galib, Shakeel Badayuni
Music Director:
Ghulam Mohd
Film Director:
Sohrab Modi
External Links:
Mirza Ghalib at IMDB Mirza Ghalib at Wikipedia