Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
garibon kaa pasina bah raha hai garibon kaa pasina bah raha hai yeh paani bahte bahte kah raha hai kabhi woh din bhi aayega yeh paani rang laayega, yeh paani rang laayega garibon kaa pasina bah raha hai garibon kaa pasina bah raha hai yeh bunde dekh lena ek din tufaan laayengi jamin toh hai, jamin yeh aasman ko bhi hilaayengi garibon ke gharo tak chal ke khud bhagwaan aayega yeh paani rang laayega, yeh paani rang laayega garibon kaa pasina bah raha hai garibon kaa pasina bah raha hai sitam kaa hadh se badh jana tabahi ki nishaani hai badalte hain sabhi ke din purani yeh kahaani hai jamana ek din girte huo ko uthaayega yeh paani rang laayega, yeh paani rang laayega garibon kaa pasina bah raha hai garibon kaa pasina bah raha hai agar jal kar kisi majbur ne fariyaad kar daali toh kudarat ke khjane dekhna ho jayenge khaali jamin phat jayegi, jamin phat jayegi suraj kaa gola tut jaayega yeh paani rang laayega, yeh paani rang laayega garibon kaa pasina bah raha hai garibon kaa pasina bah raha hai yeh paani bahte bahte kah raha hai kabhi woh din bhi aayega yeh paani rang laayega, yeh paani rang laayega garibon kaa pasina bah raha hai garibon kaa pasina bah raha hai garibon kaa pasina bah raha hai garibon kaa pasina bah raha hai garibon kaa pasina bah raha hai
Film cast:
N T Rama Rao, Anjali Devi, Anwar, Gope, Jamuna, Helen
Singer:
Lata Mangeshkar, Mohd. Rafi, Hemant Kumar
Lyricist:
Rajinder Krishan
Music Director:
Madan Mohan, Vishwanathan-Murthy
Film Director:
C P Dixit
External Links:
Naya Aadmi at IMDB