Leader Board

Search by Rank

Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details

Song Heading
Singer(s)
Music Director
Lyricist
Movie / Album
(Rank)
Actor(s)
Category
Average Rating : 4.46 Total Vote(s) : 888

Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.

Lyrics of Ek Din Bik Jayega Mati Ke Mol - इक दिन बिक जायेगा माटी के मोल

ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayege, pyare tere bol
ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayege, pyare tere bol
duje ke hotho ko, dekar apne git
koi nishani chhod , phir duniya se dol
ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayege, pyare tere bol

anhoni path me kante lakh bichhaye
honi to phir bhi bichhada yaar milaye
anhoni path me kante lakh bichhaye
honi to phir bhi bichhada yaar milaye  
ye biraha ye duri, do pal ki majburi
phir koi dilwala kahe ko ghabaraye, trampam 
dhara jo bahati hai, milke rahti hai
bhati dhara ban ja, phir duniya se dol
ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayege, pyare tere bol

parde ke pichhe baithi sawal gori
tham ke tere mere man ki dori 
parde ke pichhe baithi sawal gori
tham ke tere mere man ki dori 
ye dori na chhute, ye bandhan na tute
bhor hone wali hai ab raina hai thodi, trampam
sar ko jhukaye tu, baitha kya hai yaar
gori se naina jod, phir duniya se dol
ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayege, pyare tere bol
duje ke hotho ko, dekar apne git
koi nishani chhod , phir duniya se dol
ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayege, pyare tere bol

Film cast:
Raj Kapoor, Randhir Kapoor, Rekha, Premnath, Dara Singh Randhawa, Narendra Nath, Satyajit Puri, Sonia Sahni, Rajan Kapoor, Ashoo, Alka, Pinchoo Kapoor, Urmila Bhat, Jagdish Raaj, Hercules, Ghanshyam, Viju Khote, Mushtaq Merchant, Aarti, Baby Pinky, Subhash, Prakash, Vishwa Mehra, Raj Rani, Ravi, Sailesh, Fazal, Sandesh

Singer:
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mukesh, Sushma

Lyricist:
Majrooh Sultanpuri

Music Director:
R D Burman, Basu Manohari, Maruti Rao

Film Director:
Randhir Kapoor

External Links:
Dharam Karam at IMDB    Dharam Karam at Wikipedia