Leader Board

Search by Rank

Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details

Song Heading
Singer(s)
Music Director
Lyricist
Movie / Album
(Rank)
Actor(s)
Category
Average Rating : 4.46 Total Vote(s) : 888

Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.

Lyrics of Ek Dil Aur Sau Afsane - एक दिल और सौ अफसाने

ek dil aur sau afsane, haye mohabbat haye zamane

man bina ke madhur suro me, gate hai sab prem tarane

dil jo na hota kuch bhi na hota, aankh na roti aur dard na uthta

apna ye daman bol bhi gata,  kon kisi ke pyar me yu khota
ek dil aur sau afsane, haye mohabbat haye zamane
man bina ke madhur suro me, gate hai sab prem tarane

dil jo lagaya chain na paya, sare jaha ka iljam uthaya

gake sunaye apna tarana, ye to janam janam se hota hi aaya
ek dil aur sau afsane, haye mohabbat haye zamane
man bina ke madhur suro me, gate hai sab prem tarane

tu meri manjil pyar ka sahil, jau kidhar mai hai tu hi mukabil

o mere hamdam yak hai mushkil, kar ke rahenge hum tujhko hi hasil
ek dil aur sau afsane, haye mohabbat haye zamane
man bina ke madhur suro me, gate hai sab prem tarane
ek dil aur sau afsane, haye mohabbat haye zamane

Film cast:
Raj Kapoor, Waheeda Rehman, Lalita Pawar, Vishwa Mehra, Sadhna Choudhary, Sulochana, Mridula, Raj Kishore, Jagdish Raaj, Tun Tun

Singer:
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Mukesh

Lyricist:
Hasrat Jaipuri, Shailendra

Music Director:
Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal

Film Director:
R C Talwar

External Links:
Ek Dil Sau Afsane at IMDB