Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
ham bhi agar bachche hote ham bhi agar bachche hote naam hamara hota gablu bablu khane ko milte laddu aur duniya kahti happy birthday to you happy birthday to you ham bhi agar bachche hote ham bhi agar bachche hote nam hamara hota gablu bablu khane ko milte laddu aur duniya kahti happy birthday to you happy birthday to you koi lata gudiya, motar, rel to koi lata phirki, lattu koi chabi ka tattu aur duniya kahti happy birthday to you happy birthday to you kitni pyari hoti hai ye bholi si umar na naukari ki chinta na roti ki phikar kitni pyari hoti hai ye bholi si umar na naukari ki chinta na roti ki phikar nanhe-munne hote ham to dete sau hukum pichhe-pichhe dady-mummy banke naukar chocolate, biscuit, toffee khate aur pite duddu aur duniya kahti happy birthday to you happy birthday to you ham bhi agar bachche hote ham bhi agar bachche hote nam hamara hota gablu bablu khane ko milte laddu aur duniya kahti happy birthday to you happy birthday to you kaise-kaise nakhre karte gharwalo se ham pal me hansate pal me rote nak me karte dam kaise-kaise nakhare karate gharawalo se ham pal me hansate pal me rote nak me karte dam akkad-bakkad lukka-chhupi kabhi chhua-chhu karte din bhar halla-gulla daga aur udham aur kabhi zid par ad jate jaise adiyal tattu aur duniya kahti happy birthday to you happy birthday to you ham bhi agar bachche hote ham bhi agar bachche hote nam hamara hota gablu bablu khane ko milte laddu aur duniya kahti happy birthday to you happy birthday to you ab to ye hai hal ke jab se bita bachpan man se jhagda bap se takkar biwi se anban ab to ye hai hal ke jab se bita bachpan man se jhagda bap se takkar biwi se anban kolhu ke ham bail bane hai dhobi ke gadhe duniya bhar ke dande sar pe khaye danadan bachpan apna hota to na karte dhenchu-dhenchu aur duniya kahti happy birthday to you happy birthday to you ham bhi agar bachche hote ham bhi agar bachche hote nam hamara hota gablu bablu khane ko milte laddu aur duniya kahti happy birthday to you happy birthday to you happy birthday to you
Film cast:
Joy Mukherjee, Saira Banu, Pran, Om Parkesh, Durga Khote, Johnny Walker, Manorama
Singer:
Asha Bhosle, Manna Dey, Mohammed Rafi
Lyricist:
Shakeel Badayuni
Music Director:
Ravi
Film Director:
D Devendra Goel
External Links:
Door ki Awaaz at IMDB