Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
dil todne vale, tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai aavaz de tu kon si nagari me chhupa hai dil todne vale tu humko jo mil jaye to hal apna sunaye khud roye kabhi aur kabhi tujhko rulaye kabhi tujhko rulaye wo dag dikhaye jo hame tune diya hai ai dil ke sahare tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai sine me teri yaad ka tufan utha hai ai dil ke sahare dil me to ye hasrat hai tere pas mai aau nazaro se gira hu to nazar kaise milau nazar kaise milau badnam hu, nakam hu, kya mujh me raha hai ai dil ke sahare, tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai dikhla ke kinara mujhe mallah ne luta kashti bhi gayi hath se, patvar bhi chhuta patvar bhi chhuta ab aur na jane meri taqadir me kya hai dil todne vale, tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai bechain udhar tu hai, to majbur idhar hum baithe hai chhupaye huye, ashqo me tera gam ashqo me tera gam har chot ubhar aayi hai, har zakhm hara hai dil todne vale, tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai
Film cast:
Kamaljeet, Kumkum, Sajid Khan, Jayant, Kanahaiya Lal, Mukri, Simi Garewal, Tun Tun, Kumar, Lilian
Singer:
Geeta Dutt, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist:
Shakeel Badayuni
Music Director:
Naushad Ali
Film Director:
Mehboob Khan
External Links:
Son Of India at IMDB Son Of India at Wikipedia