Leader Board

Search by Rank

Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details

Song Heading
Singer(s)
Music Director
Lyricist
Movie / Album
(Rank)
Actor(s)
Category
Average Rating : 4.46 Total Vote(s) : 888

Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.

Dil Ki Tamanna Thi Masti Me Manzil Se (Duet)

ho dil ki tamanna thi masti me manzil se bhi dur nikalte
apna bhi koi sathi hota 
apna bhi koi sathi hota, hum bhi bahakte chalte chalte
ho dil ki tamanna thi masti me manzil se bhi dur nikalte
apna bhi koi sathi hota, hum bhi bahakte chalte chalte
ho dil ki tamanna 

hote kahin hum aur tum, khwabo ki rangin vadi me gum

phir un khwabo ki vadi se, uthte aankhe malte malte
ho dil ki tamanna thi masti me manzil se bhi dur nikalte
apna bhi koi sathi hota, hum bhi bahakte chalte chalte
ho dil ki tamanna 

hansti kami, gaate kadam, chalte nazare, chalte jo hum

rukte hum to ruk ruk jata, dhalta suraj dhalte dhalte
ho dil ki tamanna thi masti me manzil se bhi dur nikalte
apna bhi koi sathi hota, hum bhi bahakte chalte chalte
ho dil ki tamanna 

aur shame gam banke agar dukh ke andhere karte safal

raaho ke deep khud ban jate pyar bhare dil jalte jalte
ho dil ki tamanna thi masti me manzil se bhi dur nikalte
apna bhi koi sathi hota, hum bhi bahakte chalte chalte
ho dil ki tamanna

Film cast:
Bharat Bhushan, Mala Sinha, David, Mukri, Murad, Madhavi, Imtiaz Khan, Nadira, Helen

Singer:
Mohammad Rafi, Asha Bhosle, Lata Mangeshkar

Lyricist:
Majrooh Sultanpuri

Music Director:
N Dutta

Film Director:
K A Abbas

External Links:
Gyara Hazar Ladkiyan at IMDB