Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
begani shadi me abdulla divana aise manmauji ko mushkil hai samjhana begani shadi me abdulla divana aise manmauji ko mushkil hai samjhana begani shadi me abdulla divana aise manmauji ko mushkil hai samjhana, hai na dulhan banungi mai doli chadhungi mai dur kahi balam ke dil me rahungi mai tum to paraye ho yun hi lalchaye ho jane kis dunia se jane kyu aaye ho jane kyu aaye ho begani shadi me abdulla divana aise manmauji ko mushkil hai samjhana begani shadi me abdulla divana aise manmauji ko mushkil hai samjhana, hai na lahrati jaau mai bal khati jaau mai khadi khadi raste me payal bajau mai palke bichhau mai dil me bulau mai samjhe na kuch bhi vo kitna samjhau mai kitna samjhau mai begani shadi me abdulla divana aise manmauji ko mushkil hai samjhana begani shadi me abdulla divana dil ki in bato ko mushkil hai samjhana apna begana kaun jana anjana kaun apne dil se puchho dil ko pahchana kaun pal me lut jata hai yu hi bah jata hai shadi kisi ki ho apna dil gata hai ho apna dil gata hai begani shadi me abdulla divana aise manmauji ko mushkil hai samjhana begani shadi me abdulla divana dil ki in bato ko mushkil hai samjhana
Film cast:
Raj Kumar, Padmini, Pran, Lalita Pawar, Tiwari, Nana Palsikar, Chanchal, Raj Mehra, Nayampali, Vishwa Mehra, Sulochana Chatterjee, Babu Rao, S K Singh, Ratan, Mohd Ali, Anwaribai, Sadhana, Azim, Amar
Singer:
Asha Bhosle, Geeta Dutt, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Manna Dey, Mukesh
Lyricist:
Hasrat Jaipuri, Shailendra
Music Director:
Dattaram Wadkar, Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director:
Radhu Karmarkar
External Links:
Jis Desh Men Ganga Behti Hai at IMDB Jis Desh Men Ganga Behti Hai at Wikipedia