Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
<pre>bahut shukriya badee meherbanee
meree jindagee me hujur aap aaye
kadam chum lu ya ke aankhe bicha du
karun kya yeh meree samaj me na aaye
bahut shukriya badee meherbanee
karun pesh tum ko najarana dil ka
najarana dil ka
ke ban jaye koyee afasana dil ka
khuda jane aisee suhanee ghadee phir
khuda jane aisee suhanee ghadee phir
meree jindagee me palat ke na aaye
bahut shukriya badee meherbanee
khushee toh bahut hai magar ye bhi gam hai
khushee toh bahut hai magar ye bhi gam hai
ke yeh sath apna kadam do kadam hai
magar yeh musafir duwa mangta hai
magar yeh musafir duwa mangta hai
khuda aapse phir kisee din milaye
bahut shukriya badee meherbanee
mujeh dar hai mujh me gurur aana jaye
lagu jhumne me surur aa na jaye
kahee dil na meraa ye tarif sun kar
kahee dil na meraa ye tarif sun kar
tumhare bane aur mujeh bhul jaye
bahut shukriya badee meherbanee</pre>
Film cast:
Joy Mukherjee, Sadhana, Dhumal, Malka, Rajendra Nath, Kamal Kapoor, Jagdeesh Raj
Singer:
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist:
Raja Mehdi Khan
Film Director:
Raj Khosla
External Links:
Ek Musafir Ek Hasina at IMDB Ek Musafir Ek Hasina at Wikipedia