Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
are diwano mujhe pahchano are diwano mujhe pahchano kahan se aaya, mein hoon kaun mein hoon kaun, mein hoon kaun mein hoon mein hoon mein hoon kaun don don don don don mein hoon don, mein hoon don mein hoon mein hoon mein hoon don are tumne jo dekha hai socha hai samjha hai jaana hai voh mein nahin, voh mein nahin logon ki nazron ne mujhko yahan jo bhi maana hai voh mein nahin, voh mein nahin awaara badal ko saudaayi paagal ko duniya mein samjha hai kaun are deewano mujhe pahchano zara pahchano, mein hoon don are yaaron ka vo yaar hoon yaari mein yeh jaan luta de jo mein hoon vohi, mein hoon vohi dushman kaa dushman hun voh dushman ke chakke chuda de jo mein hoon vohi, mein hoon vohi tum jaano, na jaano, maine to jaana hai mahfil mein kaisa hai kaun are deewano mujhe pahchano zara pahchano, mein hoon don are maine kya socha hai kya khaab hai meri aankhon mein tum jaano naa, tum jaano naa maine bhi badla hai, kya rang baaton hi baaton mein tum jaano naa, tum jaano naa chehre pe chehra hai, parde pe parda hai duniya mein samjha hai kaun are deewano mujhe pahchano zara pahchano, mein hoon don mein hoon don, mein hoon don mein hoon mein hoon mein hoon don
Film cast:
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Helen, Kamal Kapoor, Pran, Iftekhar, Om Shiv Puri, Shetty, Mac Mohan, Satyen Kappu, Jairaj, Pinchoo Kapoor, Master Alankar, Jagdish Raaj, Sharad Kumar, Arpana Choudhary, Keshav Rana, Maruti, Devraj, Yashraj, Amar, Leena, Moolchand, Shah Agha, Pardesi, Azad, Shakeel Khan, Ramesh S, Moin Ud Din, Chander
Singer:
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyricist:
Anjaan, Indeevar
Music Director:
Kalayanji, Anandji, Anil Mohile, Arun Paudwal, Viju Shah
Film Director:
Chandra Barot
External Links:
Don at IMDB Don at Wikipedia