Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
aate jate khubsurat aawara sadko pe kabhi kabhi itefak se kitne anjan log mil jate hain uname se kuchh log bhul jate hain kuchh yad reh jate hain uname se kuchh log bhul jate hain kuchh yad reh jate hain kuchh yad reh jate hain awaz ki dooniya ke doston kal rat kisi jagah mujhko kis kadar yeh hasin khayal mila hain rah me ek reshmi rumal mila hain jo giraya tha kisine jankar jiska ho le jayey woh pehchankar warna mai rakh lunga usako apna jankar kisi husnwale ki nishani mankar nishani mankar hanste gate logo ki bato hi bato me kabhi kabhi ek majak se kitne jawan kisse ban jate hain un kisso me chund bhul jate hain chand yad reh jate hain uname se kuchh log bhul jate hain kuchh yad reh jate hain takdir mujhpe meherban hai jis shaukh ki yeh dastan hai usane bhi shayad yeh paigham suna ho mere gito me apna nam soona ho mere gito me apna nam soona ho dur baithi yeh raj woh jan le meri aawaz ko pehchan le kash phir kal rat jaisi barsat ho aur meri usaki kahi mulakat ho mulakat ho lambi lambi rato me nind nahi jab aaye kabhi kabhi iss firaq se kitne hasin khwab ban jate hain uname se kuchh khwab bhul jate hain kuchh yad reh jate hain uname se kuchh log bhul jate hain kuchh yad reh jate hain aate jate khubsurat aawara sadko pe kabhi kabhi itefak se kitne anjan log mil jate hain uname se kuchh log bhul jate hain kuchh yad reh jate hain uname se kuchh log bhul jate hain kuchh yad reh jate hain
Film cast:
Rajesh Khanna, Simple Kapadia, Vinod Mehra, Nirupa Roy, Asrani, Ashok Kumar, Reeta Bhaduri, Utpal Dutt, Dina Pathak, Abhi Bhattacharya, Asit Sen, Jankidas, Preeti Ganguli, Raj Kishore, Birbal, Mrinal Mukherjee, Amrnath, Subroto Mahapatra, Kundan, Madhu Sharma
Singer:
Kishore Kumar, Manna Dey
Lyricist:
Anand Bakshi
Music Director:
Laxmikant Kudalkar, Pyarelal
Film Director:
Shakti Samanta
External Links:
Anurodh at IMDB Anurodh at Wikipedia