Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
hello, aap yaha aaye kisliye, aapne bulaya isliye aaye hain to kaam bhi bataayiye, ha ha pahle zara aap muskurayiye aap yaha aaye kisliye, aji aapne bulaya isliye aaye hain to kaam bhi bataayiye, na na pahle zara aap muskurayiye muskurane ki na koyi baat hai aji dekhiye to kya haseen rat hai oho kaam to bataayiye bataayiye, na na na pahle zara aap muskurayiye aap yaha aaye kisliye tere bina hay, ha, neend nahi aati hai, really yad teri aakar, aaha, roz tadpaati hai, sachmuch apna bana lo, hath zara tham lo, waah waah waah baar baar puchho na, kya dil se bhi kaam lo kaam to bataao, kaam seedha saadha hai, bolo bolo aji lena ek waada hai, kya aaja aaja shadi ka irada hai, kya, kya shadi kaa irada hai, shadi kaa irada hai shadi aur tumse, shadi kaa iradaa hai no no no, shadi na baba na magar kyon, shadi to barbaadi hai kya kahti ho, chhin jaati aazaadi hai bye bye, suno to, mona suno to, tata aap yaha aaye kisliye, aapne bulaya isliye aaye hain to kaam bhi bataayiye, ha ha pahle zara aap muskurayiye pahle zara aap muskurayiye hay, aap yaha aaye kisliye, arre aapne bulaya isliye aaye hain to kaam bhi bataayiye, ha ha pahle zara aap muskurayiye aap yaha aaye kisliye, aapne bulaya isliye, achcha aaye hain to kaam bhi bataayiye pahle zara aap muskurayiye muskurane ki na koyi baat hai aji dekhiye to kya haseen rat hai, oh kaam to bataayiye bataayiye, ha ha ha pahle zara aap muskurayiye aap yaha aaye kisliye maine kaha kaam to bataayiye, kaam, ha kaam seedha sada hai, lena ek waada hai, achcha pyar to nibhaoge, nibhaungaa hmm bhool to na jaaoge, na bhoolungaa doli leke aaoge, aaunga, shadi bhi rachaoge, rachaunga cinema dikhaoge, dikhaunga, aah khana bhi pakaaoge, pakaaunga bachhe bhi khilaaoge, khilaaunga roz na sataaoge, kabhi nahi phir to ham tumhare hain, very good tere hi sahare hain, jolly good dil bhi tumhara hai, kya kahne ham bhi tumhare hai, waah waah waah waah waah ham bhi tumhare hai, waah waah waah ham bhi tumhare hai aap yaha aaye kisliye, aapne bulaya isliye aaye hain to kaam bhi bataayiye pahle zara aap muskurayiye pahle zara aap muskurayiye pahle zara aap muskurayiye pahle zara aap muskurayiye
Film cast:
Randhir Kapoor, Babita, Raj Kapoor, Prithviraj Kapoor, David, Achla Sachdev, Tiwari, Iftekhar, Roopesh Kumar, Narendra Nath, Abhi Bhattacharya, Uma Dutt, Rashid Khan, Vishwa Mehra, Aarti, Pankaj, Sarita, Asha Chandra, Pardesi, Kailash, Mohan
Singer:
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Manna Dey, Mukesh, Sharda (2)
Lyricist:
Hasrat Jaipuri, Neeraj
Music Director:
Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director:
Randhir Kapoor
External Links:
Kal Aaj Aur Kal at IMDB Kal Aaj Aur Kal at Wikipedia